What is Blogging in Hindi | Definite Guide to Blogging

What is Blogging in Hindi | Definite Guide to Blogging

blogging in hindi definite guide to blogging
blogging in hindi definite guide to blogging

What is Blogging in Hindi ? 

Content Likhna aur bnana Jese ke Images Videos, Articles, Text etc aur us content ko apne blog ya website pr share krna Blogging kehlata hai.

Blogging Sirf Products ya services ki Information share krna nhi hai, Blogging hai ke Information share krna apni zindagi ke bare mein, technology ke bare mein, education ke bare mein, Content ki form(Images,Videos,Text) etc mein share krna jisse ke doosron ko bhi faida ho.

What is a Blog in Hindi ?

Blog aik Online informational website hoti hai jo ke information users ko dikhane ke liye istemal hota hai all over the world. blog reverse chronological order mein work krta hai matlab sb se latest post sb se uper top pr show hogi. ye aik aisa platform hai jahan pr writers ya content creators apni knowledge, thoughts, information, ideas, views, images etc share krte hain.

Who is a Blogger in Hindi ?

Jo bhi ye content ya blog post likhta hai aur publish krta hai blogger kehlata hai.

jis trha engineering krne wale ko engineer, doctoring krne wale ko doctor, usi trha blogging krne wale ko blogger kehte hain.

What is Blog Post in Hindi ?

Jb blog pr koi bhi information knowledge ek Article mein likh kr blog pr publish ki jati hai use blog post kehte hain. use content bhi kaha ja skta hai.

Benefits of Blogging in Hindi ?

  • Apni Know ko duniya mein share kr skte hain.
  • Blogging se Apne Buisness ko promote kr skte hain.
  • Blogging se Aap Internet Marketing mein Apni Achi Image bhi bna skte hain.
  • Blogging se bohut sari income bhi kmayi ja skti hai ghar baith kr.

How to Start Blogging in Hindi ?

Internet pr bohut sare platforms hain blog bnane ke liye like blogger, wordpress etc.Aur bhi bohut sare hain unmein se kuch paid hain aur kuch free hain.
Blog bnane ke liye aap logo ko in platforms mein se kisi aik mein signup krne ki zroorat hai, aur uske baad aap apna blog bna skte hain.

Comments