How to Disable Right Click in Blogger/Blogspot in Hindi

How to Disable Right Click in Blogger/Blogspot | AndroidTricksHindi786

disable blogger right click
disable blogger right click
Guys Agr Aap log bhi aik Blogger hain ya blogging krna chahte hain to aap logon ko apne content ki safety ke liye right click aur text selection ko disable krna chahye.

Read Also: How to Disable Copy Paste on Blogger | Disable Text Selection

kyu ke agr ye disable na hon to koi bhi doosra blogger apke blog se content copy kr ke apne blog pr daal skta hai ya kisi ko bech skta hai wo content.

To Aaj hm Aap logon ko btayenge ke blogger mein Right Click ko disable kese krte hain. 

Guys Blogger mein Right click disable krne ke liye aap logon ko html/javascript ka code paste krna hoga.
Code niche diye gye link se download krein.

Download Right Click Disable Code

Guys Code file Download krne ke baad usmein se code ko copy kr lein.

Steps to Disable Right Click on your Blogger Website

1. Go to Blogger Layout Tab



2. Click on Add a Gadget


3. Now Choose the Widget HTML/Javascript.


4. Ab us Code ko Content wali Khali jaga pr paste kr dein aur save kr dein bs.


Lekin yaad rhe save pr click krna lazmi hai ni to uske bgair kuch bhi work nhi krega aur apko sara process dobara krna prega.

I Hope Aap Logon ko kuch new janne ko mila hoga. Agr kisi ko smajh nhi aayi to wo comments kr ke puch skta hai hm uska reply jald krenge.
Agr apka koi Question ho ya Aap ki koi Problem ho to Aap Log Comments ke zriye hmse puch skte hain.

Comments