what is wordpress in hindi

what is wordpress in hindi | wordpress advantages and disadvantages

what is wordpress in hindi
what is wordpress in hindi
Asslam-o-Alaikum Guys

Aaj ki is post mein hm aap logon ko btayenge ke wordpress kia hai iska use kyu kia jata hai aur kese ye doosre cms se behter.

what is WordPress in Hindi ?

guys wordpress aik aisa software ya cms means(content management system hai) jo ke apki website ko develop kr ke logon tk pohunchane ke liye use hota hai.

bohut se log aaj wordpress pr kaam kr ke apni websites bna ke ya websites bna kr sale kr ke pesa kma rhe hain.
wordpress pr aap log koi bhi website kisi bhi type ki website bina coding ke bna skte hain.

guys wordpress aik cms(content management system) hai jisko aap log apni websites develop kr ke logon tk pohunchane ke liye use kr skte hain.

wordpress ko use krne ke liye apko kisi bhi skill ki zroorat nhi aur na hi apko coding aani lazmi chahye kyu ke wordpress pr work krna bohut hi asan hai drag and drop.

wordpress pr aap log kuch plugins ka use kr ke drag and drop kr ke aik bohut hi beatifull aur achi website bna skte hain.

aur yehi iski sb se bri advantage hai ke isko use krne ke liye apko koi coding seekhne ki zroorat nhi.

wordpress pr work krne ke liye bohut se plugins available hain jinse aap log aik ecommerce website bhi bna skte hain.

wordpress advantages over other platforms

guys wordpress ko use krne ke liye apke paas koi coding wagera ki knowledge required nhi hai bs thora sa dimag lgana prega.

wordpress aik bohut hi asan platform hai jis pr aap log drag and drop kr ke apni full website ka kaam kr skte hain.

wordpress ke liye bohut se plugins bhi available hain jo ke apke work ko bohut hi asan bna dete hain aur apka kaam bhi bohut fastly ho jata hai.

wordpress pr aap log apne blog ya website ko fully customize kr skte hain aur ye bhi wordpress ki aik bohut bri advantage hai.

wordpress ki websites google pr high rank mein hoti hain aur websites bohut hi ziada jaldi rank kr jati hain websites.

wordpress pr seo ke liye world ka sb se best seo tool ka plugin mojud hai lekin ap log usko buy kr kr use kr skte hain.

wordpress pr changes wagera krna bhi asan hai.

wordpress aik seo friendly aur mobile responsive platform hai is pr apko seo friendly themes aur responsive themes bhi mil jayengi.

disadvantages of wordpress

guys wordpress ki sb se bri disadvantage ye hai ke ye aik aisa platform haj jisko use krne ke liye apko hosting aur domain buy krni prti hai iska matlab aap log wordpress ko free mein use nhi kr skte apko ise use krne ke liye apko pay krna hoga jo ke aik bohut bri disadvantage hai iski.

wordpress bohut ziada slow ho skti hai apki website ko load krne mein agr aapko seo wagera krna nhi aata aur apko tech ki itni knowledge nhi hai to.

wordpress vulnerable hai iska matlab ke apki website ke hack hone ke chances aur bhi ziada barh jate hain ismein.

guys i hope ke aap logon ko ye post mein kuch new janne ko mila hoga agr apko post achi lgi to ise apne friends ke sath bhi share kr dein aur facebook groups aur social media platforms pr bhi share kr dein.

guys agr apko koi bhi help chahye ya apka koi bhi question ho to aap log comments ke zriye hmse puch skte hain hm apko agle 48 hours mein reply krenge.

Comments