Advantages and disadvantages of CSS you should know

Advantages and disadvantages of CSS you should know

advantages and disadvantages of css
advantages and disadvantages of css
Guys is Post mein hm log Aap logon ko Advantages and Disadvantages of CSS ke bare mein complete guide krenge. Sb se pehle hm Aap logon ko btayenge ke CSS kia hai, kis liye bni, advantages and disadvantages of css, to chaliye bina time waste kiye topic pr aate hain.

Introduction to CSS in Hindi

Guys CSS ka matlab (Cascading Style Sheets) hai. CSS hai ke Website ka Layout kaisa hoga, Website kese dikhegi, Website ko aur behter kaise bnaya jaye, in sb ke liye CSS ka use hota hai. Ye Formating Rules ki aik collection ki trha hi hai, jo ke Website Developers ko Appearance aur Display Control krne mein madad krti hai. CSS un ko define krne deti hai ke Images kahan honi Chahye, Headings Kahan honi chahye, etc etc.

Advantages of CSS in Hindi

Quick Introduction to CSS Advantages in Hindi

Guys CSS ki Bohut sari Advantages hain, jese webiste ke appearance aur display ko behter bnana, website kesi dikhni chahye, website ke layout ko kaise dikhna chahye, logins, headings, images ko kese dikhna chahye, chliye detail mein css advantages ke bare mein jaante hain.

CSS Save Times 

Guys Example ke liye Aap Logon ki Website pr 40 se 50 Pages hain, aur aap log apni images ke sizes, ko change krna chahte ho to agr aap log manually krenge to aap log khud soch skte hain ke kitna ziada time lg skta hai.

Aur agr aap log CSS ka use kr ke apni website pr image tag ko select kr ke Images ke size ko change kr denge to Aap logon ka 1 minute bhi nhi lgega.

To isi liye CSS Time Save krti hai aur apki Website ke Layout ko aur ziada behter aur beatifull bnane mein madad deti hai kuch hi waqt mein.

Improve's Page Loading Speed

Guys Jitna ziada Aapki Website pr Code hoga Aapki Website utni hi ziada slow load hogi. aur ismein sb se bra masla ye hai ke user apki website pr tb hi ayega jb apki website 2 se 3 seconds mein open ho jayegi.
advantages and disadvantages of css
advantages and disadvantages of css
CSS ka sirf kuch hi lines ka code bohut bri website ke layout ko change krne ke liye kaafi hota hai, isi liye css ka use krne se apki website ke pageloading speed bhi kaafi ziada barh jaati hai.

Device Compatibility

Guys CSS ke changes device device friendly hain, jo ke bohut sare devices market mein available hain aur log unhe use krte hain css sb devices mein compatibile hai aur user friendly hai. 

Matlab ye ke aap chahe website ko laptop mein dekhein, mobile mein dekhein, tab mein dekhein, tablets mein dekhein, etc sb mein aapki website device ke hisab se adjust ho kr bohut hi beatifull dikhegi.

Ability to Reposition

CSS Aap logon ko web pages ke web elements ki position change krne ki ability fraham krti hai.
Matlab ke iska use kr ke web developers html ke elements ko position kr skte hain ke kis elemant ko kahan pr aur kese hona chahye.

Makes Search Engine Crawl and Index Pages Better

CSS aik seo enabler hai apki site mein. Website ke crawler's ko jb wo html website mein crawl krte hain to bohut sara code milta hai jo ke sehi treeqe se kuch bhi nhi bta rha hota. 

Lekin CSS ka use krne se apki website pr bohut km code use hota hai aur aap log define kr skte hain ke apka header, nav, main content, footer, etc kahan kahan hone chahey aur kese hone chahye.

jisse ke web crawler's ko apki website crawl krne mein bohut asani hoti hai aur apki website ko crawl kr ke index krne ke chances aur bhi ziada barh jate hain.

advantages and disadvantages of css
advantages and disadvantages of css

Disadvantages of CSS(Cascading Style Sheets) in Hindi

Cross Browser Issues

Guys CSS ki sb se bri disadvantages mein se aik ye hai ke agr aapne kisi website ke layout ko css ki madad se change kr dia to aap logon ko check krna hoga ke css hr web browser pr ache se sae perform kr rhi hai ya nhi.

kyu ke css website pr agr aap log kuch change krte hain to aksar baad mein css kafi sare browsers mein sae se layout display nhi kr rhi hoti aur apki website ka design bohut kharab ho jata hai.

Vulnerable

 Guys CSS ka doosra bra Issue ye hai ke ye vulnerable hai. Agr aapne kuch bhi coding mein galti ki to apki website asani se hack ho jayegi. kyu ke isko sirf read write acces chahye website ke pages mein change krne ke liye.

I hope ke aap log smajh gye honge sb kuch ke css kia hai, kis liye hai, advantages nad disadvantages of css, etc. 

Guys Agr Aap logon ka koi bhi question ho ya aap logon ko koi help chahye to aap log comments ke zriye puch skte hain hm 48 hours ke andar andar apko reply krenge.

Comments